RAVAN Lanka ke raja the. Ravan daitya desh ke raja mahan sant VISHRAVA aur unki patni KAIKESI ke putra the.Janam se hi Ravan adha Brahmin aur adha Rakshasas the isliye wo adha achha aur adha rakshasa the.Wah Brahma ke pota the isliye sari vidya wo unhi se sikhe the. We Bhagwan SHIVA ke param bhakta the aur veena bhi bahut acha bajate the.
Ramayana ke anusar , vanbas ke dauran Sita jo Bhagwan Ram ki patni thi unka apharan kar liye the. Kyonki Ram aur Lakshman ne milkar Ravan ki bahan Surpnakha ka naak kaat liya tha. isi ke chalte Ravan ne is tarah ka kaam kiya.
Ramayana mein likha hua hai ki Ravan ke das sar the isliye unhain log Dasanan bhi kahte hain. Yeh das sar dhwani gyan, char vedas aur chhah upnishad ka symbolic hai.Ravan ke pass ayurvda aur rajnitik vigyan ki bhi jankari thi. Wah '' RAVAN SAMHITA'' kitab likhe jo ki hindu astrology hai. Wah ishwar se vardan kar liye the amar rahne ka aur apni nabhi mein apani mirtu ko chhupa liye the. Ram ne ek shkastishali vaan bheja ye pata karne ke liye ki wah mirtu namak amrit kahain chhupa kar rakha hai aur uske baad Ravan ki mirtu huyee.
Ekbaar Ravan ne mahan tapasya kiya aur Brahma se vardan prapt kiya ki wo kisi devta , jangali janbvar , rakshas aur maranshil manav ke haathon nahi marega. Is prakar se wo Ram ke haathon mara gaya. Apni bahubal shakti ko dikhane ke liye aur wah shiva ka kitna bada bhakt hai Ravan ek baar Kailash parvat ki choti ko hilane ki koshish karta hai.Lekin Bhagwan Shiva Ravan ke is byabhar se naakhush ho gaye aur apna pair ka angutha Kailash par dava diya. Ravan ka anguli usi mein dab gaya aur wah dard se karah gaya tab Ravan ko apni gaiti ka ehasas hua tab wah apne nerves se veena banaya aur Shiva ko prashann karne ke liye divine sangeet bajane laga jisse Shiva prashann hue aur use vardan diya. Ravan ko ashirvad ke rup mein devoted patni Mandodari aur ek shaktishali beta Indrajit mila. Kumbhakarana aur Vibhishan unke do bhayee the. Bhagavat Purana ke anusar Ravan aur uske bhayee Kumbhakarna Vaikuntha ke dwarpal the Shrap ke bajah se unlogon ka janam Rakshasa mein hua tha aur bad mein unhe shrap se mukti mil gayee thi.

No comments:
Post a Comment