Ramayan ke Sugriva ne Ram ki sahayata ki thi Ravan ke changul se unki patni Sita ko aazad karane mein. Ek baar Vali mayavi asur ke saath gufa ke andar ladayee kar raha tha aur Sugriva jo ki gufa ke baahar darbaaje per tha ye soch kar gufa ko band kar diya tha ki Vali mar gaya hai. Vali aisi ghatna se Sugriva ko apna dushman samajhne laga aur wah Sugriva ko apne rajya se bahar kar diya.
Vanbas ke dauran Sugriva ne Ram ko apna mitra banaya aur vada kiya ki Sita ko Ravan se churbane mein madad karega. Jab Vali aur Sugriva mein ladayi chal rahi thi usi samay Ram ne nyaya ke liye Vali par vaan chala diya jisse Vali ki mirtyu ho gayi . Lakshman ne Sugriva ko Kishkinta ka raja banaya.Lekin Sugriva raja banane ke baad apna vaada jo ki Ram ko diya tha wah bhul gaya aur apna jivan khushi se byatit karane laga. Lakshman naaraj ho gaye aur Sugriva ko vaada todne ke liye chetabani diye aur bole ki iske liye tumhe kada dand milega. Sugriva ne apni galti mahsus ki aur wah Ram aur Lakshman ke pair pakad liya to Lakshman ne maaf ker diya .
Sugriva ne apna vishwashi salahkar Hanuman ko Sita ki khoj mein bheja. Hanuman ne Lanka ke Ashokvan mein Sita ko paya aur usne Ram ki anguthi Sita ko diya aur Sita ka Sudamani jo ki maathe par pahana jata hai use Ram ko lakar diya . Sugriva ne saare vanar sena ko eekatha kiya aur wah Lanka ki taraf kuch kar gaya Ram ki aguyayee mein. Sugriva ke netritva mein samudra mein pool banaya gaya Lanka pahunchane ke liye.Sugriva ne aham role nibhiya aur Ram ki madad ki Ravan ke upar vijay prapt karne mein. Sita ko Ram ke changul se chhudane ke baad Ram Ayodhya iaute jahan unka rajyavishek kiya gaya wahan Sugriva apni patni aur Vali ke putra Angad ke saath shamil huye aur apana baddapnn dikhaye. Sugriva hamesha se Ram ke param bhakt ki tarah rahe. Sugriva ne apne bhayee ke putra Angad ko Kishkinda ka raja banaya aur apne bhayee ke prati loyaity dikhayee.